Friday, May 14, 2004

For me, from me

Zindagi keisi hai paheli hai
Kabhie ye hasaye kabhie ye rulaye

Ajib dastaan hai ye
Kaha shuru kahaan khatam
Ye manzile hai kaun si
Na wo samajh sake na hum

Ek akela ish shehar mein
Raat me aur do peher mein,
aabudana dhoondta hai
aashiana dhoondta hai

mein bhool jawung tumhe
ab yahi munaseeb hain
magar bhoolna bhi chahung to kis tarha bhoolung
ke tum to phirbhi haqeeqat ho
koyi khab nahi

E mere udas mann
Chal dono kahi door challe
Mere humdum teri manzil
Ye nahi ye nahi
Koyi aur hain

Sach mere yaar hain
Bas wohi pyar hai
Jiske badle me koyi to pyar de
Baaki bekar hai yaar mere

No comments: